Tum jao hum se door to ik kam kar k jana,
Kuch pal apne hamare nam kar jana
Agar aa jaye mout humain tere aane se pehle,
To aa kar mere jnazy ka ehtraam kar jana
Na rona iss kadar k takleef ho humain,
Mout ko b ik mazak samjh kar anjan ban jana
Me ik din so jaun ga hamesha k lie,
Phir mujhe be-wafa keh kar bad-naam kar jana
Jo guzroo meri kabar se to nazrain na pherna.!!
Mehman ban kar dua salam kar jana
No comments:
Post a Comment